Thursday, April 26, 2012

Radha(Hindi)

Radha akeli thi, aur pareshan bhi thi
Sakhiya chup thi, aur hairaan bhi thi

Jaane kis ki kaali nazar ka asar hai ye
Na murli thi, na Kaanha the, aur vaatika bhi sunsaan si thi

- Ravi Khurana

No comments: