Rangeen raato ke, satrang andhere
Khubsoorat duniya ke, badrang ye fere
Teri parchhai se, paida hue the jo
Sath hai mere, wo saare andhere
Kaali si subah ki, dheemi si roshni
Kadwi siyaahi ki, daawat si chaashni
Likhe jo khat the, wo paas hain mere
Sath hai mere, wo saare andhere
Thandi dupehri ki, geeli si garmi
Khubsoorat duniya ke, badrang ye fere
Teri parchhai se, paida hue the jo
Sath hai mere, wo saare andhere
Kaali si subah ki, dheemi si roshni
Kadwi siyaahi ki, daawat si chaashni
Likhe jo khat the, wo paas hain mere
Sath hai mere, wo saare andhere
Thandi dupehri ki, geeli si garmi
Uljhe the phoolo mein, kaanto si narmi
Khoob hasse wo bhi, tanha akele
Sath hai mere, wo saare andhere
Wo jeene ke darr se, ye marna rozana
Ye aana wo jaana, wo jaana ye aana
Kabhi ghar tere, kabhi ghar mere
Sath hai mere, wo saare andhere
Ravi Khurana
Khoob hasse wo bhi, tanha akele
Sath hai mere, wo saare andhere
Wo jeene ke darr se, ye marna rozana
Ye aana wo jaana, wo jaana ye aana
Kabhi ghar tere, kabhi ghar mere
Sath hai mere, wo saare andhere
Ravi Khurana
No comments:
Post a Comment