Kabhi main hoon tanha, kabhi main akeli,
Ik uljha sawaal, ek un-suljhi paheli
Main paani ki kal-kal, main hawaaon ki sar sar,
Main Ganga hoon paawan, main Yamuna hoon maili
Main phoolon ki khushbu, main raato ke sapne,
Main neeli si chaadar aasamaan pe hoon phaili

Main ishq ki tadapn, main chhota sa bachpan,
Jawani hoon main jese ziddi akeli
Main jaane ka dukh hoon, main aane ki khushiyan,
Main aankhon ka raaz, main khuli hatheli
Jawani hoon main jese ziddi akeli
Main jaane ka dukh hoon, main aane ki khushiyan,
Main aankhon ka raaz, main khuli hatheli
Kabhi main hoon tanha, kabhi main akeli,
Ik uljha sawaal, ek un-suljhi paheli
Main Krishna ki Radha, main Ram ki Sita,
Main Ahelya hoon jaise pathar akeli
Mere liye bani hai duniya ye saari,
Jeena sikhati main sabko akeli

© Ravi Khurana

No comments:
Post a Comment